Do chidiyo ki prem kahani

Do chidiyo ki prem kahani 

ek din female chidiya ne bola ki mujhe 
chodkar kahi tum udd to nahi jaogay 
male chidiya bola udd jaunga to tum 
pakad lena
female chidiya boli main tumhe
pakad sakti hun par pir pa nahi sakti
male chidiya ki ankhon me aansu
aa gaye aur usne apne pankh tod diye aur
bola ab hum hamesha saath rahenge
ek din zor se tufan aane wala tha
to female chidiya udne lagi
tabhi male chidiya ne kaha tum udd jao
me nahi udd sakta
female chidiya boli apna khyal rakhna
kehkar udd gayi
jab tufan thama to female chidiya
wapas us ped par aai to
dekha ka male chidiya mar chuka tha
aur ek dali par likha tha
kash ek bar to kehti ki main
tumhe nahi chod sakti
to shayad main tufan aane se pehle nahi marta..!


Moral - Marta humesha ladka hi hai ..

कोई टिप्पणी नहीं:

123

------------------------------
------------------------------ Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...